India Daily 24×7 Channel started from GSAT-30
Aaj hum ek naye channel ke baare mein baat karenge jiska test signal transmission shuru ho gaya hai GSAT-30 C band satellite per. Iss naye channel ka naam “India Daily 24×7” rakha gaya hai or abhi iska picture quality itna acha dikhayi nahi de Raha hai. Iss channel se pehle bhi India Daily ke naam se ek or channel chal raha hai jo ki “India Daily Live” hai or yeh ek Hindi National News Channel Hain. India Daily Live channel kayi mahino se aapke sabhi main Direct to Home DTH or Cable TV platforms par available hai. India Daily 24×7 Channel started from GSAT-30 ki Puri jankari ke liye post ko end Tak jarur padhe.
Ab India Daily 24×7 kis tarah ka News channel hoga iska abhi kuch bhi confirm nahi hai. Abhi sirf iska Test Signal par transmission shuru Kiya hai or ishe aap Transponder Frequency: 3805, Polarization: Horizontal (H), Symbol Rate: 28500 hai. Abhi iss channel ko sirf wahi dekh sakte hai jinke pas C Band ka dish antenna installed hai. Baaki yeh DTH par kabse aayega iski abhi koi jankari nahi hai.
Read more posts:
Agar aapko humari India Daily 24×7 Channel started from GSAT-30 post achi lagi ho toh please ishe aage share kare or humari website ko follow jarur kare.